To bhaiyo sarvshaktiman Sarvanayak series ka part nahi hai. Sarvshaktiman Sarvanayak ka part ho sakti thi lekin is naam ki comic pehle hi aa gayi to ab iska naam use nahi kar sakte.
To baaki multistar comics ki tarah hi ye comic bhi hai. Matlab jaise kohram me ya Jaljala me saare hero ek ek karke ya do do ke group me villian se bheedate hain aur fir last me sab heroes ek saath hokar villain se bheedate hain Same isme bhi hai lekin interesting ye hai ki Villain aaya kaha se aur uska maksad kya hai. Villain ki back story to kaafi sahi lagi. Writer ne itna soch liya matlab uske dimaag ki salaam. Dialogue aur concept ke liye to 5 me se 6.
Shakti ka chai poochhne wala scene bhi isi me hai. Jisne padhi hogi usko yaad hoga.
Isme tiranga, Anthony nahin hai. Jitne cover pe hero hain utne hi hai comic me. Tiranga aur Anthony ko laate to 150 page ki comic ho jaati. Waise abhi 120 page ki hi hai.
Aur anupam sir ki chitrakaari hai to saare hero bahut achhe se bane hain
Rated 5 out of 5
Arz –
this is one of the best multistarrer comics after jaljala and kohraam.
mars planet pe jab humans life search krne jaate hain toh ek aise vilaain ka pata lagta hai jo puri dunia ko apni chapet me le leta hai.
kaafi gripping story hai. you are gonna enjoy it, chahe kitni bhi bar padho
Rated 5 out of 5
Prashant –
I got this comics in my hand when I was 12 years old and I was instantly hooked. Although it will feel similar to Marvel’s secret wars but it is not. A one shot story full of action and suspense. Artwork also stands out in many frames. Buy it before it goes out of stock.
Rated 4 out of 5
vikramsinghnegi (verified owner)–
सर्वशक्तिमान में एक अलग ही स्तर की कहानी है, शुरू से अंत तक रहस्यों से भरी यह कहानी पाठक को बाँधे रखती है ,कई महानायकों से सुसज्जित यह कॉमिक्स जिसमें सर्वशक्तिमान सभी पर हावी हो जाता है ।कैसे निपटते हैं इससे सभी महानायक? जानने के लिए,अवश्य पढ़ें यह जबरदस्त कॉमिक्स ।चित्रांकन और प्रस्तुतीकपण भी शानदार । संग्रहणीय ।।
Rated 2 out of 5
Amit Negi –
Below expectation one of the lowest rated in 128 pages comic
shravan.simply –

vikramsinghnegi (verified owner) –
सर्वशक्तिमान में एक अलग ही स्तर की कहानी है, शुरू से अंत तक रहस्यों से भरी यह कहानी पाठक को बाँधे रखती है ,कई महानायकों से सुसज्जित यह कॉमिक्स जिसमें सर्वशक्तिमान सभी पर हावी हो जाता है ।कैसे निपटते हैं इससे सभी महानायक? जानने के लिए,अवश्य पढ़ें यह जबरदस्त कॉमिक्स ।चित्रांकन और प्रस्तुतीकपण भी शानदार । संग्रहणीय ।।
Amit Negi –
Below expectation one of the lowest rated in 128 pages comic
Amit Negi –
Wekaest link in 128 pages story